Ek kash mein yaad aa raha hai Ek kash mein bhula raha hu... Ye dhua kyun bahar uthaa hai ? Mein dard aandar jala raha hu... Ek kaahani ki, Ek jikr ki, Ek khawb ki Ek waqt ki Raakh Dil meine utaar raha hu.... Koi talab , koi Aadat hai Jo bechain kar rahi hai Har din ek cigarette jalakar Ashtray mein chod aa raha hu... #Sarfaraj Cigarette