IMPORTANCE OF SOLUTION. Din kaise bet jaata hai aajkl pta hi nhi chlta, aaj kl ye daur hai ki hm Kya hai aur Kya kr Rhe hai ye bhi pta nhi chlta, kuch uljhan hai kuch suljhan hai inhi ke bech guzarti har din aur shaam hai, phir bhi ye jaan kar bhi hm na suljha paa rhe saara kaam hai, jo uljhan hai wo kbhi sulajhti nhi aur Jo suljhan hai wo kbhi theherti nhi ,uska badalta rhna bhi kudrat ka ek kaam hai, jisne vikasit ki hai uljhano ko suljhane ki kala unhi ka hota har ek kaam hai, warna wo rhta is duniya ki sch SE anjaan hai ,ki uljhano ko suljhana bhi is duniya aur Zindagi ka ek bara kaam hai, aur jinhone haasil ki hai kaala uljhano ko suljhane ki , wo hi bnta dhanwan aur balwaan hai ,aur bina iske hota na kuch kaam hai,isliye uljhano ko suljhana ek bara kaam hai,aur agar na suljhe wo uljhane to pta nhi chlta ki kaise biti Meri har ek subah aur shaam hai. #Importance #of #Solution #time