Ab kuch aadatein badalni hongi, Jaanbujh kar apno se duri rakhni hongi, Isliye nahi ki meri mohabbat kam hui hai, Balki isliye ki unhe kuch nayi zimmedariyan nibhani hongi... #aadat #duri #mohabbat #zimmedariyan #yqbaba #yqdidi #yqbhaijan #yqurduhindi