Teri yaad aati hai raat ko to karwat badal leta hun ,, Aajkal sapnon se jyada samey karwatein badalne mein nikalta hai.. Yun to purjor koshish karta hun tumhe bhulaane ki,, Kambakht har karwat ke saath kissa badalta hai.. Nazarandaaz karun bhi to kis kadar karun un lamhon ko,, Tumhare saath bitaaye har lamhe se juda har ikk kissa dilchasp nikalta hai.. #yet to come