Nojoto: Largest Storytelling Platform

Khat likhna bhi yaar ko ham to khata samajhte hai

Woh kaise aashiq hai jo yaar ko khud se juda samajhte hai
Yaar kaisa hai mera ye to khuda hi jaanta hai 
Woh aashiq bhi kitne kam aql hai 
Jo aapne yaar ko hi khuda samajhte hai khat likhna bhi

waridraza7587

warid raza

New Creator