main nhi kahta ki mujh par vishwas kro magar ek baar zaroor kar lena jhootha hi sahi mere liye khuda se fariyaad zaroor kar lena taslli to hogi mujhe taslli to hogi mujhe ki koi to hai jo fariyaad to karta hai warna coun hai is jamane me jo sachche dil se yaad krta hai fariyaad#