Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bhool janey ka hunar mujh ko sikhatey jao Ja rahey

Bhool janey ka hunar mujh ko sikhatey jao Ja rahey hi tou sab hi naqsh mitatey jao Chalo rasman hi sahi Mur k mujhey dekh tou lo Tortey tortey talluq ko nibhatey jao Hmmm.. Hmmm.. Kabhi kabhi yeh Mujhey sataye Kabhi kabhi yeh rulaye.. Faqat mere dil se utar jaiye ga [2x] Bicharna mubarak, bichar jaiye ga Kabhi kabhi yeh mujhey satayae Kabhi kabhi yeh rulaye [Music] Main samjha tha tum ho Tou kia aur mangun Meri zindagi main Meri aas tum ho Main samjha tha tum ho Tou kia aur mangun Meri zindagi main Meri aas tum ho Yeh duniya nahi hai mere paas tou kia Mera yeh bharam tha Mere paas tum ho Magar tum se seekha Muhabbat bhi ho tou Dagha kijiye ga Mukar jaiye ga [Music] Hmm.. Hmmmm.. Tera haath kal tak Mere haath main tha Tera dil dharakta tha dil main hamarey Yeh makhmoor aankhain Jo badli hoi hain Kabhi hum ne inkey they sadqay utarey Kahin mulaqaat hojaye hum se Bacha kar nazar ko Guzar jaaiye ga Jeena hai, tere bina Jeena hai, tere bina Jeena hai ab mujh ko terey bina..

©Sarina Almas song 
Rahat Fateh Ali Khan

sarinaalmas2018

Sarina Almas

New Creator