Nojoto: Largest Storytelling Platform

Itna humdard zamana bhi nehi, Dil ki daastan usse

Itna humdard zamana bhi nehi,
Dil ki daastan usse kya sunana.
Likhte rahenge apni kahaani,
Khud hi padh lenge apna fasana.

©Dr.Madhumita Mulia
  #Path #humdard #Zamana #dilkidaastan