Nojoto: Largest Storytelling Platform

kya timakthe hue sitaaron ko dekh khush hojaaun ma

kya timakthe hue sitaaron ko dekh khush hojaaun mai
aisa mera ishq hai kya ?
nayaab tohfe wo mujhe dein mai use pakaar muskuraaun 
aisa mera ishq hai kya ?
uske uns ka asar jo mujhpe hai saari duniya se mai chipaaun 
aisa mera ishq hai kya ? 
baat tho karni hai uski har kisi se par usise mai hichkichaaun
aisa mera ishq hai kya? 
khayal uska har waqth hai phir bhi bekhayaali me uska dil dukhaaun 
aisa mera ishq hai kya ? 
dil kartha hai rodun kabhi use dekkar par usko isse
pareshaan karun
aisa mera ishq hai kya?
mai jaanthi hun kithni mohabbath hai mujhe tumse
tum meri aankhon me naaplo gehrai mohabbath ki
bataaun aisa tumhare liye mumkin hai kya ?

©soldier of god #14thAugust #love #missyou