jab Mai khud ko dusro ki nazro se dekhti hu dekhti hu khud ko ,khud se khafa hi mai kuch na kuch dhund hi leti hai aankhe jo hai nhi shi or hai glat fir karti hai swal ki kyu kiya??? jo kaha kyu kaha.....kaaashhh na kehti mgr jab dekhti hu khud ko dil ki aankho se to halka lagta h sachha mann sbko achha lgta h fir lgta h kyu dekhti khud dusro ki nazro se jb nzro pe prda nhi mere Dil pe jhuth ka qarza nhi mere 😊😊 ........Aarfa ✍️ ©writer Aarfa😎 dil pe jhuth ka qarza nhi mere #NationalSimplicityDay