Duniya k dastoor Chuppi pe tareef, bola to kasoor Kisne bnaye yeh duniya k dastoor Zehar hai pasand yahan chashni bhara Parwah jo ki to lagta khara Bheed mein naach gaane ko to shirkat krte hai Jab tanha, dukhi mein hua to milne se darte hai Kya kya sunau yahan k kisse mashoor Jaane kisne bnae es duniya k dastoor! Duniya k dastoor. #dastoor #duniya #hans11 #yourquote #yourquotebaba #hairat