mansoobe tere jo bhi the Kashmir ko hathiyane ki ye Teri jagir nahin, koshish vyarth thi ise Pane ki Ham dardpok nahin Jo dar jaaye tere Chand Kale mansoobo se Chnd patharbajo se aur Chnd kirae ke gundo se kuch Na bigda kabhi hamara tere Chnd jihaadi naron se pichhle bomb bisfoto aur aatankwad ke iraadon se Gagan chirkar ya Dharti ke bhitar maarg banaya hai Teri basti mein Aakar tujhe teri aukat bataya hai tere Kale mansoobo ko mitti mein milaya hai ab Kashmir se dhara 370 bhi mitaya hai jinhe kiya beGhar tune unhe unka Ghar Lautaenge ab Kashmiri pandit ko unka Adhikar dilaenge agar tum samajh Na paye to, ham bhi samajh Na payenge ab sanvidhan ki Bhasha nahin tujhe Teri bhasha mein samjhaenge gar jaari Raha ye Jung tumhara to ham bhi war karenge aisi Aag lagaenge ki Tera Naamo Nishan Mitaenge ab fark nahin padta ki Jung mein ham Shahid Ho jaenge per Marne se pahle tera seer khandit kar jaenge Aakrosh ki angar se Teri Chita ko rakh banaenge hamen to tiranga mil jaega Tum Kafan bhi Na le paoge ab koi Bharat mein Bharat murdabad nahin kah payega Jahan jhande jalte the vahan tiranga fahraya jaaega ab tumhen ham dudh dahi aur khir katyi nahin denge Kashmir ki mang karoge to Lahore Islamabad kya pura Pakistan hi chhin lenge har Kashmir ke baagi ko vaadi se dur hatayenge ab har har bam bam ke Naare vadi mein gunje Jayenge #kasmir ke baagi Ko ek chetavni