Bond chotti si thi mei jab khilone ki khatir roo padi thi kal yaad se le aaunga na ek thaki hui si Awaaz bol padi thi.. jab nhi maani baat maine zameen pe gidgida ke gir padi thi kosish ki Maa ne jab nhi mani Baat toh Papa ki Godi se hi Mujhe tassali mili thi us thake hue kandhe pe bitha kar ghar ki sair karne mujhe toli chali thi haan papa ki godi mei hi mujhe tassali mili thi wo mujhe Aankhe band kar bhagwan ka Dhyaan karna sikhate the naadani mei puccha maine papa koun hote hai Bhagwaan jo humari jarrurate puri kare wo mujhe aishe Bhagwaan batate the toh papa Humare liye toh Aap hi Humare Bhagwaan kehlate the..... #love u papa#❤️ #Bond