Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bond chotti si thi mei jab khilone ki khatir roo p

Bond chotti si thi mei jab khilone ki khatir roo padi thi 
kal yaad se le aaunga na ek thaki hui si Awaaz bol padi thi..

jab nhi maani baat maine zameen pe gidgida ke gir padi thi 

kosish ki Maa ne jab nhi mani Baat toh Papa ki 
Godi se hi Mujhe tassali mili thi us thake hue kandhe pe bitha kar 
ghar ki sair karne mujhe toli chali thi
 haan papa ki godi mei hi mujhe tassali mili thi
wo mujhe Aankhe band kar bhagwan ka Dhyaan karna sikhate the 

naadani mei puccha maine papa 
koun hote hai Bhagwaan

jo humari jarrurate puri kare wo mujhe aishe Bhagwaan batate the
toh papa Humare liye toh Aap hi Humare Bhagwaan kehlate the.....

#love u papa#❤️ #Bond