Tu woh hazaaron sitaaro ke beech mein chamakta chand sa hai Meri kahaani ka sabse zaroori hissa sa hai Tu woh baarish ki bundo ki tarah ek sukoon sa hai Mere har ek gam ka marham sa hai Tu woh nirank panno par kalam sa hai Meri har shaayri ka kirdaar sa hai Tu hawa hai, badal hai, zameen hai magar jo bhi hai apna sa hai Mere har ek lafz mein tera zikar sa hai Tu woh hazaaron sitaaro ke beech mein chamakta chand sa hai Meri kahaani ka sabse zaroori hissa sa hai Tu woh baarish ki bundo ki tarah ek sukoon sa hai Mere har ek gam ka marham sa hai Tu woh nirank panno par kalam sa hai Meri har shaayri ka kirdaar sa hai