Mana ki hum dur ho gaya lakin yad toh ati hai Mana ki hum bichard gaye magar do khadam sath tho chale the na Mana ki ab hum mil nahi payanga magar yadein toh sath hai na Mana ki hamara khwab pure nahi honge lakin ek sath kuch kahani likha tha Mana ki waqt ab laut nahi ayagi par kuch waqt k lea sath toh chale na mana ki hemara sara sapne tutne laga lakin ek sath kuch sapne bune toh tha na sayad kuch had tak tum galat thi ya kuch had tak main v galat tha lakin hemara jasbat toh galat nahi thi mana ki hamara kahani adhuri reh gai magar kuch kahanai hamarai ve likhi.hai 12days