Nojoto: Largest Storytelling Platform

ye platform lekhak kavi shayar writer poet kala a

ye platform lekhak kavi 
shayar writer poet kala aur kalakaaron ka hai
yahaan dharm mazhab religion
ki numaish aur badai
mandir masjid girja ghar
gita bible koran ki baatein
hindu musalmaan sikh isaai
ke rishte ye sab karke kala
aur kalaakaron ka vibhaajan
mat karo jaise insaanon ko
baant diya waise kalakaaron
 ko mat baanton krupaya kar
ke apni apni dharmic baatein
apne apne dharmic staanon
mein jaakar kare kala ka shetra
hai yahaan ladaai jhagde ka
maidan mat taiyar karo

©FAKIR SAAB samas ( fftfbs)
  shayar dozakhi hote hai
yahaan jo bhi hai kafir hai
gunahgaar hai apni aukat mein raho insaaniyat ki baat karo

shayar dozakhi hote hai yahaan jo bhi hai kafir hai gunahgaar hai apni aukat mein raho insaaniyat ki baat karo #Shayari

464 Views