Nojoto: Largest Storytelling Platform

khubsurti ka khazana sara kudrat me kya samaya b

khubsurti ka khazana  sara kudrat me kya samaya 
banane wale kya kudrat ke nazaro ko khub banaya j
jaha dekho tou hariyali ke pankh laga kar charo taraf ek pyara sa hariyali ka kohra cchaya 
Aise me baat kare agar hum un hasin vadiyo ki jaha par ka naar hi jaata hai paya

©writer ,mrs. Mona Chandel
  #kudrat