aksar raat ko bheegi palko k saath sona padhta hai tanhayi ko sahara dekar khud ko rokna padhta hai kuch yaadein taaza hai aaj bhi kuch baatein khud se kr saanjha karna padhta hai uss takkiye ne bhot saath dia hai mera par fir bhi unn aansuon ka wo kaandha he basera hai -khwabida #nojoto #shayari #poetry #love #breakup #pyaar #mahobbat #ishq #dhokha #aansu #aansoun #kaandha #basera #raat #alsar #bheeg #takkiya