SHIKAYAT Yaad to bohot tha mujhe bhi par tujhe kabhi ginvaya nahi or, Jab ginwaya tab tu seh paya nahi Ab shayad wo ginti hi ginwaane ki sajha paa raha hu mai Mujhey pata hai ki tu meri in shikayato ko sunega bhi nahi par fir bhi na jaane kyu tujhe yeh sab bata raha hu mai Sach batau tera to pata nahi par tujhe bhula nahi paa raha hu mai.. by sachin chauhan ©Sachin Chauhan #Shaayari #juda #chauhanshayari