Pyar ka dhong racha kr yu dur jana kya jruri tha..... Sare riste nibhane ke lia mujhe hi tukrana jruri n tha The jb itni majburiyo ke bandhan ap pr To yu kasme khakr kisi se pyar ka bandhan bnana kya jruri tha