Khali toh har waqt thi kami uski par kabhi kisi ko bataya na tha Tujhko chor kar maine bhi kuch paya na tha Jakham toh mere sine me bhi tha judai ka Par maine tujhe kabhi dikhaya na tha Dar toh mujhko bhi tha uski bewafai ka Par maine kabhi usko aajmaya na tha Gum toh diye the usne bhi kuch hume Sayad isiliye mai kabhi muskuraya na tha Mera toh sab kuch tha Uske hi liye Uspe gujara waqt kabhi jaya na tha Zaruri tha tera bewafa bhi kehlana ae raaz Tabhi toh tune kabhi bewafai nibhaya na tha Meri bewafai! #yqdidi #yqbaba #yqhindi #zindagi #gazal #bewafai #bewafa #merikahani