Nojoto: Largest Storytelling Platform

Itni sari pareshaaniyan itne saare khwaab lekr har

Itni sari pareshaaniyan itne saare khwaab lekr har roz main ladti hoon

Lekin

Mujhe koi nhi samajhta

Apne sapnon ka gala ghont kr khud ko bada samajhkr apni zimmedaariyon ka bojh utha kr har roz main jeeti hoon

Lekin 

Mujhe koi nhi samajhta

Mujhe koi nhi samajhta ki main kya chahti hoon

Mujhe koi nhi samajhta ki mujhe kya pasand hai

Mujhe koi nhi samajhta ki mujhe kya banna hai

Mujhe koi bhi nhi samajhta

Kisi ko parvaah nhi ki mere kya sapne hain kisi ko parvah nhi ki mere kya apne hai

Kyunki 

Mujhe koi nhi samajhta

Kisi ko nhi pta ki meri kya khushiyan hai kisi ko nhi pta ki meri kya takleefein hain

Kyunki

Mujhe koi nhi samajhta

Mujhe koi nhi samajhta ki meri kya majbootiyan hai

Mujhe koi nhi samajhta ki meri kya majbooriyan hai

Mujhe koi nhi samajhta ki meri kya khaamiyan hai

Mujhe koi nhi samajhta
Mujhe koi bhi nhi samajhta......

©theunnamedpoet99 #mujhekoinahisamajhta
#Nojoto #Fortnightpost

#WatchingSunset