Nojoto: Largest Storytelling Platform

ladayi ladne wala kabhi etihas nahi banata. etihas

ladayi ladne wala kabhi etihas nahi banata.
etihas uska hi banta hai  jo jeet ya har ki 
firk kiye bina sachayi ki taraf se ladta hai!

ha bure logo ka name bhi itihas mai darj hota hai
par veero sa samman unhe kabhi milta nahi hai !

ye wahi log hote hai jo chain se jite nahi
kisi ko jeene dete nahi !

aur inka name itihas mai jada bada chada,
kai lokhane se samaj mai nafrat kai 
siwa kuch failta nahi !

etihas mai name ho esliye hame
 na ladna, na marna hai.
bas achhe kam karke sukun
 se jee sako ya mar sako etna hi kam karna hai,
kafi hai !!!!!

insta:-@rkcreationrk15

©Karan chauhan follow on insta #rkcreationrk15
#Vicharvu 

#steps  Ambika Jha Shaniyaaz Pasha Anshu writer  shayeristic sad girl❤👨‍🚀 Monika rathee