Nojoto: Largest Storytelling Platform

vartmaan mai jina seekh Kal ki chinta ko tyaag kar

vartmaan mai jina seekh
Kal ki chinta ko tyaag kar .
Kal kisne dekha hai.
Bhagam bhag bhari jindagi mai
Thoda too vishram kar.
Jo beet gayi wo baat gayi.
Ab kya hoga sochkar.
Dhyan de vartamaan par.
Na kal ki udaan par.
Vartamaan ke thairaw par.
Udaan ki chah par.
Kal ki raah par.
Vartamaan ko bhool mat jana jo
Tumharey pass hai
Usko mat gawana. #nojoto #thoughts #tomorrow #life
#society #kavita #love
vartmaan mai jina seekh
Kal ki chinta ko tyaag kar .
Kal kisne dekha hai.
Bhagam bhag bhari jindagi mai
Thoda too vishram kar.
Jo beet gayi wo baat gayi.
Ab kya hoga sochkar.
Dhyan de vartamaan par.
Na kal ki udaan par.
Vartamaan ke thairaw par.
Udaan ki chah par.
Kal ki raah par.
Vartamaan ko bhool mat jana jo
Tumharey pass hai
Usko mat gawana. #nojoto #thoughts #tomorrow #life
#society #kavita #love