Nojoto: Largest Storytelling Platform

“Khali Hath“ .......Khali Hath Aye Ho Harne Ki W

  “Khali Hath“
.......Khali Hath Aye Ho Harne Ki Wajha Kaha Hai Yaha Khone Ko Kuch Nahi Pane Ko Sara Jaha Hai...

...Aye Khuda Sajde Me Rakh Mujhe Thodi Der Aur  Wapas Dunya Me Kho Kar Lautne Me Waqt Lagt Hai... Sabar Kar Jo Kashtiyo Me Raat Ho Gayi  Agli Subha Ko Lautne Me Waqt Lagta Hai... Khud Me Ho Yakin To Khuda Shat Hi Dega Bas Is Yakin Ko Lautne Me Waqt Lagta Hai...

...Jo Bhatke Hai Wo Aur Bhi Bhatakte Hi Jayenge Ge  Ye Dunya Hai Ki Pairon Par Sambhalne Nahi Deti, Aur Jab Bhi Hum Tarashne Nikle Kimti Pathar ko, Khobsurti Ki Patti Here Ko parakhne Nahi Deti, Suna Hai Kayi Ghayel Hai Un Ki Isq me Aaj Bhi Par Un ki Durost Tabiyat Zakhm Abhi Bharne Nahi Deti... Garibon Ko Fhir Se Aandhero Me Koyi Chod Aye Ga Aur Siyashat Hai Ki Roshni Pahuchne Nahi Deti...

anamshaikh7984

Anam__Shaikh

New Creator

“Khali Hath“ .......Khali Hath Aye Ho Harne Ki Wajha Kaha Hai Yaha Khone Ko Kuch Nahi Pane Ko Sara Jaha Hai... ...Aye Khuda Sajde Me Rakh Mujhe Thodi Der Aur Wapas Dunya Me Kho Kar Lautne Me Waqt Lagt Hai... Sabar Kar Jo Kashtiyo Me Raat Ho Gayi Agli Subha Ko Lautne Me Waqt Lagta Hai... Khud Me Ho Yakin To Khuda Shat Hi Dega Bas Is Yakin Ko Lautne Me Waqt Lagta Hai... ...Jo Bhatke Hai Wo Aur Bhi Bhatakte Hi Jayenge Ge Ye Dunya Hai Ki Pairon Par Sambhalne Nahi Deti, Aur Jab Bhi Hum Tarashne Nikle Kimti Pathar ko, Khobsurti Ki Patti Here Ko parakhne Nahi Deti, Suna Hai Kayi Ghayel Hai Un Ki Isq me Aaj Bhi Par Un ki Durost Tabiyat Zakhm Abhi Bharne Nahi Deti... Garibon Ko Fhir Se Aandhero Me Koyi Chod Aye Ga Aur Siyashat Hai Ki Roshni Pahuchne Nahi Deti...