Nojoto: Largest Storytelling Platform

kasoor kiska h ? us patang ka jo ud rhi hwaao mei

kasoor kiska h ?
us patang ka jo ud rhi hwaao mei bina pankho k
Ya us hwaa ka jo beh rhi uski chhat ki disha mei
kasoor kiska h ?
na patang ka na hwaao ka na dishaao ka
kasoor us dhaage ke huchhke ka h
jo lapete hue azaaadi tha us patang ki
na aazaadi se udne dia 
na aazaadi se bhadne dia

or sachh khu to 
kasoor huchhke ka bhi nhiii....
agar wo na hota to dhaaga ulajh jaata...
fir patang ka badhna to duur ....ud bhi na paati...
or fir whi swaal.....
na galti hui , na gunaah hua 
Lekin fir bhi kasoor kiska h ? 

©u_and_me

uandme6651506281520

u_and_me

New Creator