Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mai aisa hu esse Ye Paresani sabko ko hoti hai

Mai aisa hu esse 
Ye Paresani  sabko ko hoti hai 
Mai aisa kyu hu eski jankari  bhi kisi ko manjur nahi 
Parwah ki daud ME beparwah hogaya  hu 
Es waqt  had se bhi jada  adhura sa hu 
 Ab khatm hua mujhme Mai khud 
Jo  bacha hai  Wo nakabile bardast hai sabko 
 Jindagi ki raftar ne raftar      se  uda dala 
Khudki laparwahine  bebas bana dala 
Chand  apno ki katar ME khade the hum
 ab  Wo  katar v   unsuljhe rasto jaisi hai  kahi tuti to kahi  futi 
Wo daur v Elm degaya jo daur jiye hai humne 
Ye daur v elm deraha gujarte Palo ME badalte risto k maine 
Aur ab hum jo  Sabdo me khudko bayan karke  samjhane ka hunar 
Chod baithe  
Ab  Bass  aisa hu  jaisi sabki soch ME samil hu  waisa hi ab samne bhi hu  besak mai galat hu tu khudse puch  kya galti teri nai 
Mai aisa hu esee... ..
Ye paresani.......... 
ANKUR ki rachna jaisi 
Dagmagati jindagi 
Bas  Pal Pal har Pal simat rahi 
ye nakabile bardast jindagi 
 "•MÄđM@N•" Mai aisa hu esse 