papa ki hoti hai pariyaan maa ke to laal hote hai ye ek din me rishte nahi yaha to har din hi pyar ke dhamaal hote hai photo lagane ke liye aate hai ye din to jinme jyadatar dikhave ke khayal hote hai man me hota hai prem to har din hi maa - baap ke rishte ke hum karzdaar hote hai unki barabari to kabhi kar n payenge ye jaan kar bhi anjaan rehte hai ye to maa baap hai bina kuch kahe har khwaish ko muqamal karte hai #maapaa