Nojoto: Largest Storytelling Platform

Nakambiyon ki Jab ladi lag gayi thi har din jab me

Nakambiyon ki Jab ladi lag gayi thi har din jab mere himmat choor horahi thi Us waqt hausala rakhana meri maa ne mughe sikhaya ha 
Zindagi me jab andhiyaari thi har subah Jab mughe kosate thi Us waqt roshni e raasta dhudna meri maa ne mughe sikhaya ha 
Meri manzil jab bhi thamthe thi har roj mughese rukane ko kahati thi Us waqt apni manzil e chahat ka daayra badhana meri maa ne mughe sikhaya ha 
Bado ke kahe gaye shabdo se Jab bhi is dil ko chot lagi har baar is baat se Jab bhi mann me  dard utha us waqt chupi sadhana aur sahi samay ka intezaar karana meri maa ne mughe sikhaya ha 
Har koshish me mere Jab bhi mughe haar Mile har peher Jab mughe kachot raha tha Us waqt eklavy ki tarah Nishana sadahana meri maa ne mughe sikhaya ha 
Bhavishy ki Jab chinta thi har peher jab bhi ma apne path se ladkahada rahe tha ma us waqt bharosa e khudpar rakahana meri maa ne mughe sikhaya ha
Papa ke saaye ki Jab bhi kami mehoos hue har baar jab ye dil Papa se milan ki aag me cheekh utha us waqt maa me baap ki chavi dekhana meri maa ne mughe sikhaya ha 
Har yaad ko yaadgaar Banana meri maa ne mughe sikhaya ha 
Har baat ko soch samghke ke sochna meri maa ne mughe sikhaya ha 
Mughe ek acha insan banane ki rah e tarashna meri maa ne mughe sikhaya ha
©harshit_singh #mothers #maa