“Dosh nahi hota hai uski umar ya varsh ka Dosh hai usko nahi sikhana sahi ya galat sparsh ka Bachhpan uska haiwaniyat ke hatho barbaad ho jata hai Kho deta hai masoomiyat aur wo wakt jo tha khushi ya harsh ka" #stopchildabusing