#OpenPoetry kalam ka kya hai,vo to bus chal jati hai kabhi pyar se, jod deti hai rishton ko kabhi talwaar bankar, kaat deti hai logon dilo ko, mera kya hai, mai to sach hi likhti hun log jal jate hain,to isme mera kya kasoor dil ki awaz,kagaz par utarkar , dilon par chha jati hai, or kabhi kisi ke dil ko kuchalkar, dimag me chad jati hai, log hume dushman samajhte hain, unhe kya pta ,hum to dil se likhte hain kalam ka kya hai,vo to bus chal jati hai... #OpenPoetry