Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ta umr isi soch me doobe rahe, Kitne hum Apne hen,

Ta umr isi soch me doobe rahe,
Kitne hum Apne hen, 
Aur kitne paraaye rahe, 
Usi ke khayal,
Aur Yaadon ke silsile rahe, 
Agar hichkiyon ki bhi koi kahaani sachi hai, 
To mere Yaadon me jaagne waale, 
Kya raat raat bhar, 
Wo bhi Uth uth kar sote rahe, 
Kya meri tarah wo bhi pareshan hote rahe,
Band kamre me chup chup ke rote rahe,
 
Ya kuch khaas tha unme, 
Ke Hum bechain beet te rahe, 
Wo chain se jeete rahe..  #NojotoQuote
Ta umr isi soch me doobe rahe,
Kitne hum Apne hen, 
Aur kitne paraaye rahe, 
Usi ke khayal,
Aur Yaadon ke silsile rahe, 
Agar hichkiyon ki bhi koi kahaani sachi hai, 
To mere Yaadon me jaagne waale, 
Kya raat raat bhar, 
Wo bhi Uth uth kar sote rahe, 
Kya meri tarah wo bhi pareshan hote rahe,
Band kamre me chup chup ke rote rahe,
 
Ya kuch khaas tha unme, 
Ke Hum bechain beet te rahe, 
Wo chain se jeete rahe..  #NojotoQuote