roti bhale hi kam ho pet phir bhi bhar jata tha , jab ek thaali me apno ke sang baith kar khata tha , or ab kha lu kitna bhi par wo baat hi nahi hai , is kharidi huyi thali me maa tera jaisa swaad hi nahi hai . #thali#maa ka swad #maa#mrazaad