Rukna na tum kabhi harke, jhukna na tum kisi padav se, hasil karna hai un uchaiyon ko tumhe ab dekha jinhe tumne khawab me, raah me kai adhchane ayegi, tanav aur bechaini apne sang layenge, par har na manna tum ab kisi bhi baat se, rukna na tum kabhi ab harke..... ©Shweta P Rukna kabhi tum