Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aey hawa ek hee gujarish hai aaj zara tej behana

kyunki mere Tirange ko hai  khoob lehrana 
jahan mitti me khoon tha aaj vahan unke liye dharti maa ne piroya sammaan hai 
kaha beta tu mera maan hai 
barah din tak manay shok 
par tehrve din unn logo ka samhaar kar 
teri maa ne lagaya hai tujhe bhog  #NojotoQuote #26/2/2019 samahar

priyapandey5326

priya pandey

New Creator