Ab nhi aana teri baaton mein Doobara is dil ko toodwana nhi Ab nhi aana tere is fareb mein Yeh zindagi barbaad karvani nhi Ab nhi padna tere is ishq ke jaal mein Dekh liya tujhe khuda maan ke, ab yeh mumkin nhi Farebi.....