Nojoto: Largest Storytelling Platform

Wo aaye or na aaye usse kya ho jata hai? Kya batay

Wo aaye or na aaye usse kya ho jata hai?
Kya bataye'n kya se kya ho jata hai!
Dard ki bhi khoobiya'n nirali hai
Maut aane tak dawa ho jata hai
Jaan leta hai riha ho jata hai

©shafique sayyed jab koi poochhe ke unske aane aur na aane se kya farq padhta hai, zindagi toh nahi khatam hoti na.. 
tab mere paas koi jawab nahi hota, Kyu'n ke koi aur kaise aur Kyu'n samjhega mera dard, khud pe guzri ho toh samjhe, ke jo tanha chhoot jane ka jo dard hota hai na wo maazi ki khushiya'n simete hota.. aur tum un yaado'n me itne kho jate ho ke bass dard sathi lagne lagta hai, dard ke itne aadi ho jate ho jaise ab yahi tanhaiyo'n ki dawa ho, phir ye dard us waqt tumhari zindagi se riha hota hai jis waqt tumhari ruh tumhare jism se riha hoti hai..

jab koi poochhe ke unske aane aur na aane se kya farq padhta hai, zindagi toh nahi khatam hoti na.. tab mere paas koi jawab nahi hota, Kyu'n ke koi aur kaise aur Kyu'n samjhega mera dard, khud pe guzri ho toh samjhe, ke jo tanha chhoot jane ka jo dard hota hai na wo maazi ki khushiya'n simete hota.. aur tum un yaado'n me itne kho jate ho ke bass dard sathi lagne lagta hai, dard ke itne aadi ho jate ho jaise ab yahi tanhaiyo'n ki dawa ho, phir ye dard us waqt tumhari zindagi se riha hota hai jis waqt tumhari ruh tumhare jism se riha hoti hai.. #Shayari