Nojoto: Largest Storytelling Platform

sarapa shakl me mohabbat hon main, han har kise k

sarapa shakl me mohabbat hon main,
han har kise k dil me basa hon main,
mera mukham bas khuda behtar janta hai,
mai jaha b hon be hawas hon main.
or mujhe hawas se mat tola karo kamzarfo,
jisko peena haram na ho wo nasha hon main,
muqtasar qissa kehdeta hon janlo mujhe,
aashiqo ka khuda hon mai,
mashuqo ko sanam hon mai. mukham e mohabbat