Nojoto: Largest Storytelling Platform

To zinda hai to zindagi ko samajh Khuda aur khuda

To zinda hai to zindagi ko samajh 
Khuda aur khuda ki bandagi ko samajh 
Waqt ke sath maut bhi hai bahot qareeb 
Maut se pehle maut ke bad ki zindagi ko samajh

@_mjwriter

©Minhaj Uddin #maut#zindagi#mautkebadzindagi

minhajuddin8706

Minhaj Uddin

New Creator