Na jaane ye kaisi daud hai jo khatm nhi hoti, Subah se shaam tak kaam karo fir bhi Client ki requirements kabhi puri nahi hoti. Ab to time bachane ke chakkar me roj Subah ki chai bhi bina dood ke peene laga hoon Shayad issi ka naam zindagi hota hai Isliye rote rote bhi ye dil, hasne ki acting karne laga hai Ab to na khud ka kuch alag ho paata hai Aur apno ke liye bachaya time bhi Office ke kaam me lagne laga hai Shayad issi ka naam zindagi hota hai Issi ka naam zindagi hai