Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aaj phir yaad aa gaya woh guzra zamana. (Read in c

Aaj phir yaad aa gaya woh guzra zamana.
(Read in caption 👇) #NojotoQuote Aaj phir ek baar yaad aa gaya woh guzra zamana
Aaj phir yaad aa gaya woh bachpan hamara

Woh pyaari si muskaan dekhkar hi mano sabka gussa shaant ho jaya karta tha,
Woh Papa ki sandal mein apne nanhe kadmo ko fit krne ki koshish aur
Woh Maa ki chunniyon ko sari bnakr pehnna bada khush kar jata tha,
Woh Bhaiya ki school ki kitabon mein color kar dena aur unki saari kitaabe ulat pulat kar dene mein alag hi mazaa aata tha
Woh Cycle hamari thi toh choti si lekin sawariyaan badi door tak kar aate the,