Kabhi kabhi to bahut yaad ane lagte ho, K ruthte ho kabhi ,kabhi manane lagte ho, Gila to ye hai k tum ate nahi kabhi lekin, Jab ate bhi ho to farron jane lagte ho, Ye pyar bhi tumhara ajib hai kya kahe Jo bhi ho tum hume ajmane lagte ho, Kabhi kabhi to bahut yaad ane lagte ho... #gif pyar#ajmaish#yaadein# bharat