Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jaane kya baat hai usme, jo mujhe kisi aur me naza

Jaane kya baat hai usme, jo mujhe kisi aur me
nazar nahi aati.
Kya kashish hai un aankhon me ki mai nazar
hataa nahi paati.
Kya hai jo har pal mujhe hairaan kiya karta hai,
Kya hai jo mai tasaboor se mita nahi paati.

©Aftab @123
  yah sari padh ke dikhao
aftab7446952553132

Aftab @123

New Creator

yah sari padh ke dikhao #Society

144 Views