Kya koi jaakar waapas aa sakta hai kya Kyaa kuch bhi kho kar dobara paaya jaa sakta hai kya Kyaa tutii huyii har ek chiz ko fir se jodaa jaa sakta hai kyaa, Ye duniya jo pata nahi kya kya zindagi ke baare me sikhaye jaa rahi hai In sbko aazmaaya jaa skta hai kya Dil jo apne alawa kisiki suunta hi nhi isko dhamkaa kar manaya jaa sakta hai kya Jo aasuu behh gayee hai unko waapas aankho me sajaya jaa sakta hai kyaa Kitne sawal aise hi or aate hai zahan me Kya inko bina jawab ke apne bhiter hi dafnaya jaa sakta hai kyaa #Shivani# #hurt #feelings #feather