Nojoto: Largest Storytelling Platform

fitoor-e-bachpan kabhi fitoor sa tha yh khayal, a

fitoor-e-bachpan

kabhi fitoor sa tha yh khayal,
ab es pr yakeen hota hai...
yeh umar ka bhukar ,
sabko hi toh hota hai...

barishoo mein nange nhate waqt,
yh kisko ilm hota hai...

"log kya khenge "yh swal,
sabko hi to hota hsi...

aaj jaisa hai koi nhi ,kal dekhna,
bachpan ko yh gumaan hota hai...
kitta massom hota hai yh bachpan,
yeh ahsaas sbko hi to hota hai...


~@hashii #Morning #urdu #poem #poetery #loveforever #urdu #najoto
fitoor-e-bachpan

kabhi fitoor sa tha yh khayal,
ab es pr yakeen hota hai...
yeh umar ka bhukar ,
sabko hi toh hota hai...

barishoo mein nange nhate waqt,
yh kisko ilm hota hai...

"log kya khenge "yh swal,
sabko hi to hota hsi...

aaj jaisa hai koi nhi ,kal dekhna,
bachpan ko yh gumaan hota hai...
kitta massom hota hai yh bachpan,
yeh ahsaas sbko hi to hota hai...


~@hashii #Morning #urdu #poem #poetery #loveforever #urdu #najoto