Nojoto: Largest Storytelling Platform

Sach kah Raha hu Mai.. Sach kah Raha hu Mai.. Ki

Sach kah Raha hu Mai..

Sach kah Raha hu Mai..
Ki dare hue hai sab apni hakikat se..
Nahi hai ye rubru apni pehchan se..
Aayega wo manjar bhi samne Jab..
Purani si dikhne wali wo talvar niklegi Mayan se.

Sach kah Raha hu Mai..

Kahte the sab use bade kam ki hai wo..
Aaj kaise ban gyi nakam wo..
Tumne to kha tha Shakti roop hai wo..
Aaj kaise anjan ban gyi wo...

Sach kah rha hu Mai..

Jab ye barish ki bunde uske pairo ko chhu ke
Ja ke Mili  un bahti hui nadiyo se..
Sunaya hal uska, to ndiya bhi bol padi..
Apne swaroop ko dekhkar wo bhi ro PADI..

Sach kah Raha hu Mai..

Jab uske mathe Ka wo pasina..
Niklega tumhare badan se ubalkar..
Najre na Mila paoge tum us ki khuddari se...
Kuchh kah na paoge tum khulkar..
Tabhi to kahti hai wo hamesa mat pooj mujhe
Bas Apne Ghar me ek Kona de mujhe..

Sach kah Raha hu Mai..

Ab jab bhi ja Tu , us ki god me fir se baithna
Uski un ankho me fir se, pyar se jhankna..
Jab tak hai karle uski khatir Tu..
Jane ke bad phir uski yaado me Rona..
#AJEETSINGH #footsteps