Nojoto: Largest Storytelling Platform

Chaand na koi taara raushan raat ka khaali pehlu y

Chaand na koi taara raushan
raat ka khaali pehlu yeh'

sooni sooni raah guzar par
jalte bujhte jugnu yeh.. ●  Raat damakti hai
rah rah kar maddham
sii..!
Chaand na koi taara raushan
raat ka khaali pehlu yeh'

sooni sooni raah guzar par
jalte bujhte jugnu yeh.. ●  Raat damakti hai
rah rah kar maddham
sii..!
shinawar4707

Shinawar

New Creator