Chun-chun kar tinka ek pyara sa sapno ka gharonda banaya tha , Ummid-o- Armano se ek pyara sa sansar basaya tha , Na thi koi pareshani na tha gamo ka koi saya , Na jane is gharonde par kiski Kali Nazar ne dhera basaya tha , Loot gaya gharonda mera , ujhad gaya chaman sapno ka, Bina Tufano ke bikhar gaya Gharonda mera , Ab sochta hu ki na sapna mene Dekha hota , na tutne ka koi Gam mujhe stata๐๐ Mera Gharonda๐๐๐