Nojoto: Largest Storytelling Platform

yeh sansar kalptree jaiss hai hum jo sochate hai s

yeh sansar kalptree jaiss hai hum jo sochate hai samjte hai ya kalna krtey hai ya vichar karte hai vaisa humarey sath hota hai
yeh meine humesha mehsus kiya hai

ek insan kalptree k niche beitha tha jungle mein usne socha khana mil jaye toh achha rhega fir socha pani mil jaye toh achha rhega fir dimag mein toh soch or vichar

chalta rehta hai usne socha hi nhi ki ichha puri krne vala tree 🌲 hai fir uske dimag mein aya ghana jungle hai sher agya toh mujhe mar ke kha jayega or hua bhi vhi

sher aya or kha gya
mtlab ap khud sochiye imagin krey or samje
mere samjane se koi fayda nhi khud se jyada koi samjdar nhi

©narayan
  aziz,khan Chouhan Saab इच्छा